Subscribe Us

Computer keyboard ki shortcut keys ki poori jaankari

Aaj kal humne dekha hai ki computer desktop ya laptop rakhna ek fashion sa ho gaya hai, log laptop ya desktop sirf isliye lete hai ki society me ek status maintain kar sake.
Aur ye baat zaada tar maine middle class logo me zaada dekhi hai. Wo log aapne baccho ko aisi advice dete hai, jaise ki wo log laptop lekar koi bada kaam kar rahe hai.
For Example :
Jab koi student laptop ki demand karta hai toh uske parents usko ek hi salah (advice) dete hai ki “laptop lena hai toh ek baar me hi le lo, bhale hi wo costly kyu na ho ?
Lekin wo ye baat bhool jaate hai unki student life me uska koi use hai bhi ya nhi.
Toh wo usko 40,000-50,000 ka ek laptop lekar de te hai, jo ki uske kaam ke hissab se bhut zaada price ka hota hai.
Humse vikasplus site, aur facebook group me bhi aisi swaal rozana aate hai ki
Ek laptop ka ideal use kaise kiya ja sakta hai, toh mai un sab humare visitors ko kuch computer se realted aisi jaankari dena chahta hu ki, jisse wo apne laptop ka use bhut hi acche tarike se kar sakte hai.
Aur ye advice unke sath lifetime me bhi rahti hai.
Jab bhi aap apne laptop ya desktop par apni study se related koi project work karte hai toh aap zaada tar mouse ka use karte hai, jisse aapka bhut sa time waste ho jaata hai.

SBI अकाउंट का मिनी स्टेटमेंट प्राप्त करें सिर्फ मिस कॉल देकर



Toh hum yaha aapko kuch aisi shortkeys batayge jinko apply karke aap aapna kaam bhut hi zaldi kar sakte ho.
Toh chaliye shuru karte hai.

Keyboard ki shortcut key ki jaankari :

General keyboard shortcuts

CTRL+C
Copy ( Kisi bhi line ya poore text, image ya link ko copy karne ke liye )
CTRL+X
Cut ( Kisi bhi matter ko move karne ke liye )
CTRL+V
Paste ( Text, image ya link ko paste karne ke liye )
CTRL+Z
Undo ( Pehli situation me wapas aane ke liye )
DELETE
Delete ( kisi bhi matter ko delete karne ke liye )
SHIFT+DELETE
Bina recycle bin me jaaye direct delete karne ke liye
CTRL while dragging an item
Selected item ko copy karne ke liye.
CTRL+SHIFT while dragging an item
Selected item ka shortcut banane ke liye.
F2
File ko rename dene ke liye.
CTRL+RIGHT ARROW
Insertion point ko next word ke front me laane ke liye.
CTRL+LEFT ARROW
Insertion point ko previous word ke front me laane ke liye.
CTRL+DOWN ARROW
Insertion point ko next paragraph ke front line me laane ke liye.
CTRL+UP ARROW
Insertion point ko previous paragraph ke front line me laane ke liye.
CTRL+SHIFT kisi bhi arrow key ke sath
Text ko Highlight karne ke liye.
SHIFT kisi bhi arrow key ke sath
Ek se zaada kisi bhi item, text, link  ko select karne ke liye
CTRL+A
Select all ( Poore text ya page ko select karne ke liye. )
F3
Search for a file or folder.
ALT+ENTER
Select item ki properties dekhne ke liye.
ALT+F4
Active program ko band karne ke liye ya computer turn off karne ke liye.
  
ALT+SPACEBAR
Active window me shortcut menu open karne ke liye.
CTRL+F4
Program me active document ko band karne ke liye
ALT+TAB
Bhut si windows me se working window ko open karne ke liye
ALT+ESC
Program jaise jaise open hue hai unko ek serial me lagane me.
F6
Apne browser ke address bar mai cursor bar lijakar active karne ke liye is key ko press kare.
F4
My Computer or Windows Explorer me address display karne me.
SHIFT+F10
Right click menu khul jaata hai
ALT+SPACEBAR
Active window me system menu open ho jaata hai.
CTRL+ESC
Start menu
ALT+Underlined letter in a menu name
Display the corresponding menu.
Underlined letter in a command name on an open menu
Carry out the corresponding command.
F10
Active window me menu bar active karne ke liye.
RIGHT ARROW
Open the next menu to the right, or open a submenu.
LEFT ARROW
Open the next menu to the left, or close a submenu.
F5
Active window ko refresh karne ke liye.
BACKSPACE
Active window me ek step back jaane ke liye.
ESC
Current task ko cencel karne ke liye.
SHIFT jab bhi aap CD, CD-ROM drive me daalte ho.
CDko automatically chalane ke liye.

Dialog box keyboard shortcut :


Natural keyboard shortcuts :
TAB
Options ke through aage badne ke liye.
SHIFT+TAB
Options ke through peeche jaane ke liye.
ALT+Underlined letter
Corresponding option ko select karne ke liye.
ENTER
Carry out the command for the active option or button.
SPACEBAR
Select or clear the check box if the active option is a check box.
Arrow keys
Select a button if the active option is a group of option buttons.
F1
Window help ke liye
F4
Active program ki list ke liye.

Press
To
Display or hide the Start menu.
 +BREAK
Display the System Properties dialog box.
 +D
Show the desktop.
 +M
Minimize all windows.
+Shift+M
Restores minimized windows.
 +E
Open My Computer.
 +F
Search for a file or folder.
CTRL+ +F
Search for computers.
 +F1
Display Windows Help.
 + L
Lock your computer if you are connected to a network domain, or switch users if you are not connected to a network domain.
 +R
Open the Run dialog box.
Display the shortcut menu for the selected item.
 +U
Open Utility Manager.

Accessibility keyboard shortcuts :

Press
To
Right SHIFT for eight seconds
Switch FilterKeys on and off.
Left ALT +left SHIFT +PRINT SCREEN
Switch High Contrast on and off.
Left ALT +left SHIFT +NUM LOCK
Switch MouseKeys on and off.
SHIFT five times
Switch StickyKeys on and off.
NUM LOCK for five seconds
Switch ToggleKeys on and off.
 +U
Open Utility Manager.

Windows Explorer keyboard shortcuts :

Press
To
END
Display the bottom of the active window.
HOME
Display the top of the active window.
NUM LOCK+ASTERISK on numeric keypad (*)
Display all subfolders under the selected folder.
NUM LOCK+PLUS SIGN on numeric keypad (+)
Display the contents of the selected folder.
NUM LOCK+MINUS SIGN on numeric keypad (-)
Collapse the selected folder.
LEFT ARROW
Collapse current selection if it’s expanded, or select parent folder.
RIGHT ARROW
Display current selection if it’s collapsed, or select first subfolder.
 
Yaha humne last ki kuch section ki shortkeys ko english me isliye likha hua hai wo aapka aise hi samj me aa jaygi, kyuki unki hindi aap logo ko samjne me kaafi dikkat ho sakti hai.
Yaha humne ye kosis ki hai aapko zaada se zaada shortkeys ki jaankri uplabdh kara di jaaye, phir bhi agar koi key humse chut gayi hai toh aap hume neeche diye gaye comment box me bata sakte hai.
Thank you,

Post a Comment

0 Comments